Quran aur Sunnat se mustanad aur roz-marrah zindagi me padhi jane wali ahem Duas ka majmua.
"Paak hai wo zaat jisne hamare liye ise taabe kar diya, warna hum ise qaabu karne wale na the."
"Aye Allah! Main tere naam par marta hoon aur jeeta hoon."
"Allah ke naam ke saath aur Allah ki barakat par."